Khwab-e-duniya
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Wo Tark-e-mohabbat ki kasme wafayain
Unke raah-e-guzar pe chehek jane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Mehkhane me baithe bhi hosh khota nahi hai
Wo ghar baithe baithe behek jane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Wo yaado ka saya wo milne ki tadpan
Wo dil ke halaat phadphadane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Shab-e-furkat se soye the hum ae musafir
Wo ruh-e-ibadat jagane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Unke raah-e-guzar pe chehek jane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Mehkhane me baithe bhi hosh khota nahi hai
Wo ghar baithe baithe behek jane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Wo yaado ka saya wo milne ki tadpan
Wo dil ke halaat phadphadane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Shab-e-furkat se soye the hum ae musafir
Wo ruh-e-ibadat jagane lage hain
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain
Tere chehre se hum muskurane lage hain
Comments