Chal Akela chal akela Chal akela....
Chal akela chal akela chal akela
raqt ke bajuon se chatega ab ye mela
path ki agni ne li hai ab ye pariksha
par tujhe ladna hai aur paani hai ye diksha
phir simat rahi hain ye bojhal dishayen
tu chala tha dhoondhne sheetal hawayen
drishti ke madbhed ne khela hai ye khela
chal akela chal akela chal akela
tu sambhal jaa, tujh se ye sansaar sara
teri khushion se prajwalit hai wo tara
kitne hi wo shaqsh hai jo dhundhe khushian
terin sarthakta hai dena unko dunia
lakshya ko pane jo tu khada tha
tab tu apne aap se kitna juda tha
ab tu khush ho aur jee khushion ki bela
par.....
chal akela chal akela chal akela
Comments