Khwab-e-duniya
Kuch khwab hamein nazar aane lage hain Tere chehre se hum muskurane lage hain Wo Tark-e-mohabbat ki kasme wafayain Unke raah-e-guzar pe chehek jane lage hain Kuch khwab hamein nazar aane lage hain Tere chehre se hum muskurane lage hain Mehkhane me baithe bhi hosh khota nahi hai Wo ghar baithe baithe behek jane lage hain Kuch khwab hamein nazar aane lage hain Tere chehre se hum muskurane lage hain Wo yaado ka saya wo milne ki tadpan Wo dil ke halaat phadphadane lage hain Kuch khwab hamein nazar aane lage hain Tere chehre se hum muskurane lage hain Shab-e-furkat se soye the hum ae musafir Wo ruh-e-ibadat jagane lage hain Kuch khwab hamein nazar aane lage hain Tere chehre se hum muskurane lage hain