~ Isra-e-zindagi~
Safar zindagi ka yuhi chalta chala hai na iska hunar hai na uski khala hai jo socho to badi door hai ab bhi manzil wo shaamo ke aanchal me suraj pala hai Huzoor humne aisi bhi kya intejah ki jo samandar ke thehrav me zalzala hai na iska hunar hai na uski khala hai safar zindagi ka yuhi chalta chala hai Yu to shaam-o-seher dhundhe unchayio ko phir bhi na jane har rang kyu dhundhla hai na iska hunar hai na uski khala hai safar zindagi ka yuhi chalta chala hai Khud ko jo dhundhne me chala yu hi shayar jana Ruhe ibadat me apna bhala hai na iska hunar hai na uski khala hai safar zindagi ka yuhi chalta chala hai