Chal Akela chal akela Chal akela....
Chal akela chal akela chal akela raqt ke bajuon se chatega ab ye mela path ki agni ne li hai ab ye pariksha par tujhe ladna hai aur paani hai ye diksha phir simat rahi hain ye bojhal dishayen tu chala tha dhoondhne sheetal hawayen drishti ke madbhed ne khela hai ye khela chal akela chal akela chal akela tu sambhal jaa, tujh se ye sansaar sara teri khushion se prajwalit hai wo tara kitne hi wo shaqsh hai jo dhundhe khushian terin sarthakta hai dena unko dunia lakshya ko pane jo tu khada tha tab tu apne aap se kitna juda tha ab tu khush ho aur jee khushion ki bela par..... chal akela chal akela chal akela